Saturday, September 24, 2016

EK JARURI BAT JANIYE...

Assalamualaykum mere tamami sunni bhai or behno..."DOORUD SHAREEF KI FAZILAT"FARMANE MUSTAFA SALLALAHU ALAYAHI WASALLAM JIS NE MUJ PAR EK MARTABA DOORUD SHAREEF PADHA ALLAH AZZAWAZAL US 10 REHMATE BHEJTA HAI...SUBHANALLAH.................................Aala Hazarat rahamatullahi taaala alay ke mubarak fatve me aayate karima ke anadar jo irshad huaa ke ""IS KA DUDH CHCHUDANA 30 MAHINE ME HAI""is ka taalluk dudh ke riste or hurmate nikah se hai..bahare shariyat jild 2 sahfa 36 par hai..bachche ko hizri san ke hisab se 2 baras tak dudh pilaya jaye..is se jyada ki izazat nahi dudh pine wala ladka ho ya ladki or ye jo baa'z aawam me mashhur hai ke ladki ko 2 baras tak or ladake ko dhai baras tak (2 baras or 6 mahine) pila sakte hai yeh sahi nahi yeh hukm dudh pilane ka hai or nikah haram hone ke liye dhai baras ka zamana hai yani "DO BARAS KE BAAD AGARCHE DUDH PILANA HARAM HAI"magar hizri san ke aetibar se dhai baras ke anadar agar dudh pila degi hurmate  nikah sabit ho jayegi or is ke baad agar piya to hurmate nikah nahi aharche pilana jaiz nahi.

No comments:

Post a Comment