Wednesday, September 21, 2016

MARNE KE BAAD PEHLI MANZIL KABR...

Amirul muaminin Hazrat e sayyiduna Usman e gani radiallahu taala anhu jab kisi ki kabr par tashrif late to is kadar aashu bahate ki aap radialllahu taala anhu ki dadhi mubarak tar ho jati.arz ki gai jannat wa dozakh ka tazkira karte waqt aap nahi rote magar kabr par bahut rote hai is ki wazah kya hai.? Farmaya: mene Nabiyye akaram nure mujassam shahe bani aadam SALLALAHU ALAYAHI WASALLAM se suna hai aakhirat ki sab se pehli manzil kabr hai..agar kabr wale ne is se nazat pai to bad ka muaa mala is se aasan hai or agar is se nazat na pai to baad ka muaa mala jiyada Sakht hai..ALLAHU AKABAR............ MERE SUNNI BHAIO  MARNE SE KABR KI TAYYARI KARLO.. ROZANA ESI ISLAMIK TALIM HASIL KARNE KE LIYE HAMARE IS BLOGG KO FOLLOW KARTE RAHIYE YA HAMARE FB PAGE ISLAMI EDUCATION YA AHLE SUNNI MARKAR PAGE KO FOLOW KARTE RAHIYE...NEXT POST COMMING SOON..INSHALLAH...KHUDA HAFEEZ

No comments:

Post a Comment