Wednesday, September 7, 2016

FAIZAN E AOLIYA RAHMATULLAHI TAALA ALAY


Hazrat Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani Razawi rahmatullāhi alaihi :Alqaab :‾‾‾‾‾‾‾‾Qutb-e-Madeena,Ziya e Millat.****************Aap ki wilaadat 1294 Hijri (1877 A.D.) me hui.Aap ke waalid ka naam Hazrat Allama Abdul Hakeem Sialkoti rahmatullāhi alaihi hai.Aap Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala anhu mi nasl se hain.*****************Aap ne Sialkot me Hazrat Maulana Muhammad Husain Naqshbandi Pasarvi se buyaadi taalim haasil ki. Phir Lahore me Hazrat Maulana Ghulam Qaadir Bhervi (Khateeb e Shaahi Masjid) se taaleem haasil ki.Pilibhit me qayaam ke dauraan aap har mangal ke roz Hazrat Wasi Ahmad Surati Mohaddees aur Hazrat Maulana Abdur Rahmān Aazamgadhi ke saath Bareilly tashreef le jaakar A’ala Hazrat ImaamAhmad Raza Khan ki mehfil me haazir hokar taaleem haasil karte.18 saal ki umr me A’ala Hazrat ne aap ko khilaafat ata farmai.Is ke baad aap Baghdad tashreef laaye aur kuchh arsa waha rahe.Phir 1327 Hijri (1910 A.D.) me aap Madeena munawwara tashreef le gaye. Aap ne 74 saal tak Madeena me Baab e Majeedi ke saamne qayaam pazeer rahe. Is dauraan aap sirf 3 baar Madeena se baahar gaye.Aap ne hamesha sunnat o hadees amal karke mukammal ishq e Rasool ka saboot paish kiya.Aap puri zindagi taaleem e deen karte rahe aur AhleSunnat wal Jama’at ki azeem khidmat karte rahe.***************Aap ka nikaah Sayyed khaandaan me hua.Aap ke saahabzaade me Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri mash'hoor hain.***************Aqwaal :‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾(1) Hamesha shariat ki paabandi karo. Jo jitna zyada shariat ka paaband hota hai utna hi Tareeqat me buland maqaam paata hai.(2) Neki karna ye ALLĀH ta’ala ki taraf se Taufeeq hai aur qubooliyat ki nishaani hai. Beshak Hidaayat ALLĀH ta’ala ki taraf se hai magar bande ko hamesha Neka amal karne ki koshish karni chaahiye.(2) Hamesha Sattaar bano aur dusre musalmano keaib chhupaao chaahe wo deeni ho ya duyaawi.(3) Dunya bahot buri cheez hai. Jo insaan us me jitna ulajhta hai wo utna hi us me doobta jaata hai aur jo dunya se door rehta hai us ke qadmo me aati hai.(5) Takabbur aur shaikhi Aql ko barbaad kar dete hain.(6) Aqlmand shakhs 4 cheezo ko kabhi nahi chhodta: Sabr, Shukr, Sukoon aur Tanhai.(7) Rizq ke pichhe paagal ya jaanwar ki tarah mat bhaago kyun ki jitna qismat me hai utna hi milega.(8) Makhlooq ki khidmat aur husn e sulook hi khaaliq se sachi mohabbat ki nishaani hai.(9) Logo ko khaana khilate raho aur kasrat se khairaat karte raho kyun ki chhupaakar sadqa karna ALLĀH ta’ala ke ghazab ke thanda karta hai.(10) Kabhi bhi kisi se sakhti ya zyadti se bartaav mat karo kyun ki us me koi bhalaai nahi hai.(11) Agar koi Madeena munawwara me adl aur sabrke saath qayaam karta hai to us ke rizq me har tarafse barkat hoti hai.*************Aap A’ala Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan Barelwirahmatullāhi alaihi ke mureed aur khalifa hain.Aap ko Hazrat Allama Imaam Yousuf al-Nabhaani Mujaddidi rahmatullāhi alaihi Hazrat Allama Shaikh Ahmad Shams al-Maghribi, Hazrat Shaikh Mahmood al-Maghribi, Hazrat Maulana Abdul BaaqiFarangi-Mahali rahmatullāhi alaihi, aur Hazrat Shaah Ali Husain Ashrafi rahmatullāhi alaihi se bhi khilaafat mili hai.Aap ke khulfa :(1) Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri,(2) Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami,(3) Hazrat Maulana Ilyaas Attar.****************Aap ka wisaal 3 Zil Hijjah 1401 Hijri (2 October 1981A.D.) ko hua.Wisaal ke waqt aap ki zabaan par Kalma e Tayyaba jaari tha.Aap ki namaaz e janaaza aap ke khalifa Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami rahmatullāhi alaihi ne padhaai.Aap ka mazaar Jannatul Baqi, Madeena munawwara me hai.****************ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe meAur Hazrat Qutb-e-Madeena Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh ske waseele seSab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.Aameen.Hazrat Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani Razawi rahmatullāhi alaihi :Alqaab :‾‾‾‾‾‾‾‾Qutb-e-Madeena,Ziya e Millat.****************Aap ki wilaadat 1294 Hijri (1877 A.D.) me hui.Aap ke waalid ka naam Hazrat Allama Abdul Hakeem Sialkoti rahmatullāhi alaihi hai.Aap Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala anhu mi nasl se hain.*****************Aap ne Sialkot me Hazrat Maulana Muhammad Husain Naqshbandi Pasarvi se buyaadi taalim haasil ki. Phir Lahore me Hazrat Maulana Ghulam Qaadir Bhervi (Khateeb e Shaahi Masjid) se taaleem haasil ki.Pilibhit me qayaam ke dauraan aap har mangal ke roz Hazrat Wasi Ahmad Surati Mohaddees aur Hazrat Maulana Abdur Rahmān Aazamgadhi ke saath Bareilly tashreef le jaakar A’ala Hazrat ImaamAhmad Raza Khan ki mehfil me haazir hokar taaleem haasil karte.18 saal ki umr me A’ala Hazrat ne aap ko khilaafat ata farmai.Is ke baad aap Baghdad tashreef laaye aur kuchh arsa waha rahe.Phir 1327 Hijri (1910 A.D.) me aap Madeena munawwara tashreef le gaye. Aap ne 74 saal tak Madeena me Baab e Majeedi ke saamne qayaam pazeer rahe. Is dauraan aap sirf 3 baar Madeena se baahar gaye.Aap ne hamesha sunnat o hadees amal karke mukammal ishq e Rasool ka saboot paish kiya.Aap puri zindagi taaleem e deen karte rahe aur AhleSunnat wal Jama’at ki azeem khidmat karte rahe.***************Aap ka nikaah Sayyed khaandaan me hua.Aap ke saahabzaade me Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri mash'hoor hain.***************Aqwaal :‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾(1) Hamesha shariat ki paabandi karo. Jo jitna zyada shariat ka paaband hota hai utna hi Tareeqat me buland maqaam paata hai.(2) Neki karna ye ALLĀH ta’ala ki taraf se Taufeeq hai aur qubooliyat ki nishaani hai. Beshak Hidaayat ALLĀH ta’ala ki taraf se hai magar bande ko hamesha Neka amal karne ki koshish karni chaahiye.(2) Hamesha Sattaar bano aur dusre musalmano keaib chhupaao chaahe wo deeni ho ya duyaawi.(3) Dunya bahot buri cheez hai. Jo insaan us me jitna ulajhta hai wo utna hi us me doobta jaata hai aur jo dunya se door rehta hai us ke qadmo me aati hai.(5) Takabbur aur shaikhi Aql ko barbaad kar dete hain.(6) Aqlmand shakhs 4 cheezo ko kabhi nahi chhodta: Sabr, Shukr, Sukoon aur Tanhai.(7) Rizq ke pichhe paagal ya jaanwar ki tarah mat bhaago kyun ki jitna qismat me hai utna hi milega.(8) Makhlooq ki khidmat aur husn e sulook hi khaaliq se sachi mohabbat ki nishaani hai.(9) Logo ko khaana khilate raho aur kasrat se khairaat karte raho kyun ki chhupaakar sadqa karna ALLĀH ta’ala ke ghazab ke thanda karta hai.(10) Kabhi bhi kisi se sakhti ya zyadti se bartaav mat karo kyun ki us me koi bhalaai nahi hai.(11) Agar koi Madeena munawwara me adl aur sabrke saath qayaam karta hai to us ke rizq me har tarafse barkat hoti hai.*************Aap A’ala Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan Barelwirahmatullāhi alaihi ke mureed aur khalifa hain.Aap ko Hazrat Allama Imaam Yousuf al-Nabhaani Mujaddidi rahmatullāhi alaihi Hazrat Allama Shaikh Ahmad Shams al-Maghribi, Hazrat Shaikh Mahmood al-Maghribi, Hazrat Maulana Abdul BaaqiFarangi-Mahali rahmatullāhi alaihi, aur Hazrat Shaah Ali Husain Ashrafi rahmatullāhi alaihi se bhi khilaafat mili hai.Aap ke khulfa :(1) Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri,(2) Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami,(3) Hazrat Maulana Ilyaas Attar.****************Aap ka wisaal 3 Zil Hijjah 1401 Hijri (2 October 1981A.D.) ko hua.Wisaal ke waqt aap ki zabaan par Kalma e Tayyaba jaari tha.Aap ki namaaz e janaaza aap ke khalifa Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami rahmatullāhi alaihi ne padhaai.Aap ka mazaar Jannatul Baqi, Madeena munawwara me hai.****************ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe meAur Hazrat Qutb-e-Madeena Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh ske waseele seSab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.Aameen.Hazrat Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani Razawi rahmatullāhi alaihi :Alqaab :‾‾‾‾‾‾‾‾Qutb-e-Madeena,Ziya e Millat.****************Aap ki wilaadat 1294 Hijri (1877 A.D.) me hui.Aap ke waalid ka naam Hazrat Allama Abdul Hakeem Sialkoti rahmatullāhi alaihi hai.Aap Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala anhu mi nasl se hain.*****************Aap ne Sialkot me Hazrat Maulana Muhammad Husain Naqshbandi Pasarvi se buyaadi taalim haasil ki. Phir Lahore me Hazrat Maulana Ghulam Qaadir Bhervi (Khateeb e Shaahi Masjid) se taaleem haasil ki.Pilibhit me qayaam ke dauraan aap har mangal ke roz Hazrat Wasi Ahmad Surati Mohaddees aur Hazrat Maulana Abdur Rahmān Aazamgadhi ke saath Bareilly tashreef le jaakar A’ala Hazrat ImaamAhmad Raza Khan ki mehfil me haazir hokar taaleem haasil karte.18 saal ki umr me A’ala Hazrat ne aap ko khilaafat ata farmai.Is ke baad aap Baghdad tashreef laaye aur kuchh arsa waha rahe.Phir 1327 Hijri (1910 A.D.) me aap Madeena munawwara tashreef le gaye. Aap ne 74 saal tak Madeena me Baab e Majeedi ke saamne qayaam pazeer rahe. Is dauraan aap sirf 3 baar Madeena se baahar gaye.Aap ne hamesha sunnat o hadees amal karke mukammal ishq e Rasool ka saboot paish kiya.Aap puri zindagi taaleem e deen karte rahe aur AhleSunnat wal Jama’at ki azeem khidmat karte rahe.***************Aap ka nikaah Sayyed khaandaan me hua.Aap ke saahabzaade me Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri mash'hoor hain.***************Aqwaal :‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾(1) Hamesha shariat ki paabandi karo. Jo jitna zyada shariat ka paaband hota hai utna hi Tareeqat me buland maqaam paata hai.(2) Neki karna ye ALLĀH ta’ala ki taraf se Taufeeq hai aur qubooliyat ki nishaani hai. Beshak Hidaayat ALLĀH ta’ala ki taraf se hai magar bande ko hamesha Neka amal karne ki koshish karni chaahiye.(2) Hamesha Sattaar bano aur dusre musalmano keaib chhupaao chaahe wo deeni ho ya duyaawi.(3) Dunya bahot buri cheez hai. Jo insaan us me jitna ulajhta hai wo utna hi us me doobta jaata hai aur jo dunya se door rehta hai us ke qadmo me aati hai.(5) Takabbur aur shaikhi Aql ko barbaad kar dete hain.(6) Aqlmand shakhs 4 cheezo ko kabhi nahi chhodta: Sabr, Shukr, Sukoon aur Tanhai.(7) Rizq ke pichhe paagal ya jaanwar ki tarah mat bhaago kyun ki jitna qismat me hai utna hi milega.(8) Makhlooq ki khidmat aur husn e sulook hi khaaliq se sachi mohabbat ki nishaani hai.(9) Logo ko khaana khilate raho aur kasrat se khairaat karte raho kyun ki chhupaakar sadqa karna ALLĀH ta’ala ke ghazab ke thanda karta hai.(10) Kabhi bhi kisi se sakhti ya zyadti se bartaav mat karo kyun ki us me koi bhalaai nahi hai.(11) Agar koi Madeena munawwara me adl aur sabrke saath qayaam karta hai to us ke rizq me har tarafse barkat hoti hai.*************Aap A’ala Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan Barelwirahmatullāhi alaihi ke mureed aur khalifa hain.Aap ko Hazrat Allama Imaam Yousuf al-Nabhaani Mujaddidi rahmatullāhi alaihi Hazrat Allama Shaikh Ahmad Shams al-Maghribi, Hazrat Shaikh Mahmood al-Maghribi, Hazrat Maulana Abdul BaaqiFarangi-Mahali rahmatullāhi alaihi, aur Hazrat Shaah Ali Husain Ashrafi rahmatullāhi alaihi se bhi khilaafat mili hai.Aap ke khulfa :(1) Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri,(2) Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami,(3) Hazrat Maulana Ilyaas Attar.****************Aap ka wisaal 3 Zil Hijjah 1401 Hijri (2 October 1981A.D.) ko hua.Wisaal ke waqt aap ki zabaan par Kalma e Tayyaba jaari tha.Aap ki namaaz e janaaza aap ke khalifa Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami rahmatullāhi alaihi ne padhaai.Aap ka mazaar Jannatul Baqi, Madeena munawwara me hai.****************ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe meAur Hazrat Qutb-e-Madeena Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh ske waseele seSab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.Aameen.Hazrat Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani Razawi rahmatullāhi alaihi :Alqaab :‾‾‾‾‾‾‾‾Qutb-e-Madeena,Ziya e Millat.****************Aap ki wilaadat 1294 Hijri (1877 A.D.) me hui.Aap ke waalid ka naam Hazrat Allama Abdul Hakeem Sialkoti rahmatullāhi alaihi hai.Aap Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala anhu mi nasl se hain.*****************Aap ne Sialkot me Hazrat Maulana Muhammad Husain Naqshbandi Pasarvi se buyaadi taalim haasil ki. Phir Lahore me Hazrat Maulana Ghulam Qaadir Bhervi (Khateeb e Shaahi Masjid) se taaleem haasil ki.Pilibhit me qayaam ke dauraan aap har mangal ke roz Hazrat Wasi Ahmad Surati Mohaddees aur Hazrat Maulana Abdur Rahmān Aazamgadhi ke saath Bareilly tashreef le jaakar A’ala Hazrat ImaamAhmad Raza Khan ki mehfil me haazir hokar taaleem haasil karte.18 saal ki umr me A’ala Hazrat ne aap ko khilaafat ata farmai.Is ke baad aap Baghdad tashreef laaye aur kuchh arsa waha rahe.Phir 1327 Hijri (1910 A.D.) me aap Madeena munawwara tashreef le gaye. Aap ne 74 saal tak Madeena me Baab e Majeedi ke saamne qayaam pazeer rahe. Is dauraan aap sirf 3 baar Madeena se baahar gaye.Aap ne hamesha sunnat o hadees amal karke mukammal ishq e Rasool ka saboot paish kiya.Aap puri zindagi taaleem e deen karte rahe aur AhleSunnat wal Jama’at ki azeem khidmat karte rahe.***************Aap ka nikaah Sayyed khaandaan me hua.Aap ke saahabzaade me Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri mash'hoor hain.***************Aqwaal :‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾(1) Hamesha shariat ki paabandi karo. Jo jitna zyada shariat ka paaband hota hai utna hi Tareeqat me buland maqaam paata hai.(2) Neki karna ye ALLĀH ta’ala ki taraf se Taufeeq hai aur qubooliyat ki nishaani hai. Beshak Hidaayat ALLĀH ta’ala ki taraf se hai magar bande ko hamesha Neka amal karne ki koshish karni chaahiye.(2) Hamesha Sattaar bano aur dusre musalmano keaib chhupaao chaahe wo deeni ho ya duyaawi.(3) Dunya bahot buri cheez hai. Jo insaan us me jitna ulajhta hai wo utna hi us me doobta jaata hai aur jo dunya se door rehta hai us ke qadmo me aati hai.(5) Takabbur aur shaikhi Aql ko barbaad kar dete hain.(6) Aqlmand shakhs 4 cheezo ko kabhi nahi chhodta: Sabr, Shukr, Sukoon aur Tanhai.(7) Rizq ke pichhe paagal ya jaanwar ki tarah mat bhaago kyun ki jitna qismat me hai utna hi milega.(8) Makhlooq ki khidmat aur husn e sulook hi khaaliq se sachi mohabbat ki nishaani hai.(9) Logo ko khaana khilate raho aur kasrat se khairaat karte raho kyun ki chhupaakar sadqa karna ALLĀH ta’ala ke ghazab ke thanda karta hai.(10) Kabhi bhi kisi se sakhti ya zyadti se bartaav mat karo kyun ki us me koi bhalaai nahi hai.(11) Agar koi Madeena munawwara me adl aur sabrke saath qayaam karta hai to us ke rizq me har tarafse barkat hoti hai.*************Aap A’ala Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan Barelwirahmatullāhi alaihi ke mureed aur khalifa hain.Aap ko Hazrat Allama Imaam Yousuf al-Nabhaani Mujaddidi rahmatullāhi alaihi Hazrat Allama Shaikh Ahmad Shams al-Maghribi, Hazrat Shaikh Mahmood al-Maghribi, Hazrat Maulana Abdul BaaqiFarangi-Mahali rahmatullāhi alaihi, aur Hazrat Shaah Ali Husain Ashrafi rahmatullāhi alaihi se bhi khilaafat mili hai.Aap ke khulfa :(1) Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri,(2) Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami,(3) Hazrat Maulana Ilyaas Attar.****************Aap ka wisaal 3 Zil Hijjah 1401 Hijri (2 October 1981A.D.) ko hua.Wisaal ke waqt aap ki zabaan par Kalma e Tayyaba jaari tha.Aap ki namaaz e janaaza aap ke khalifa Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami rahmatullāhi alaihi ne padhaai.Aap ka mazaar Jannatul Baqi, Madeena munawwara me hai.****************ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe meAur Hazrat Qutb-e-Madeena Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh ske waseele seSab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.Aameen.Hazrat Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani Razawi rahmatullāhi alaihi :Alqaab :‾‾‾‾‾‾‾‾Qutb-e-Madeena,Ziya e Millat.****************Aap ki wilaadat 1294 Hijri (1877 A.D.) me hui.Aap ke waalid ka naam Hazrat Allama Abdul Hakeem Sialkoti rahmatullāhi alaihi hai.Aap Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala anhu mi nasl se hain.*****************Aap ne Sialkot me Hazrat Maulana Muhammad Husain Naqshbandi Pasarvi se buyaadi taalim haasil ki. Phir Lahore me Hazrat Maulana Ghulam Qaadir Bhervi (Khateeb e Shaahi Masjid) se taaleem haasil ki.Pilibhit me qayaam ke dauraan aap har mangal ke roz Hazrat Wasi Ahmad Surati Mohaddees aur Hazrat Maulana Abdur Rahmān Aazamgadhi ke saath Bareilly tashreef le jaakar A’ala Hazrat ImaamAhmad Raza Khan ki mehfil me haazir hokar taaleem haasil karte.18 saal ki umr me A’ala Hazrat ne aap ko khilaafat ata farmai.Is ke baad aap Baghdad tashreef laaye aur kuchh arsa waha rahe.Phir 1327 Hijri (1910 A.D.) me aap Madeena munawwara tashreef le gaye. Aap ne 74 saal tak Madeena me Baab e Majeedi ke saamne qayaam pazeer rahe. Is dauraan aap sirf 3 baar Madeena se baahar gaye.Aap ne hamesha sunnat o hadees amal karke mukammal ishq e Rasool ka saboot paish kiya.Aap puri zindagi taaleem e deen karte rahe aur AhleSunnat wal Jama’at ki azeem khidmat karte rahe.***************Aap ka nikaah Sayyed khaandaan me hua.Aap ke saahabzaade me Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri mash'hoor hain.***************Aqwaal :‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾(1) Hamesha shariat ki paabandi karo. Jo jitna zyada shariat ka paaband hota hai utna hi Tareeqat me buland maqaam paata hai.(2) Neki karna ye ALLĀH ta’ala ki taraf se Taufeeq hai aur qubooliyat ki nishaani hai. Beshak Hidaayat ALLĀH ta’ala ki taraf se hai magar bande ko hamesha Neka amal karne ki koshish karni chaahiye.(2) Hamesha Sattaar bano aur dusre musalmano keaib chhupaao chaahe wo deeni ho ya duyaawi.(3) Dunya bahot buri cheez hai. Jo insaan us me jitna ulajhta hai wo utna hi us me doobta jaata hai aur jo dunya se door rehta hai us ke qadmo me aati hai.(5) Takabbur aur shaikhi Aql ko barbaad kar dete hain.(6) Aqlmand shakhs 4 cheezo ko kabhi nahi chhodta: Sabr, Shukr, Sukoon aur Tanhai.(7) Rizq ke pichhe paagal ya jaanwar ki tarah mat bhaago kyun ki jitna qismat me hai utna hi milega.(8) Makhlooq ki khidmat aur husn e sulook hi khaaliq se sachi mohabbat ki nishaani hai.(9) Logo ko khaana khilate raho aur kasrat se khairaat karte raho kyun ki chhupaakar sadqa karna ALLĀH ta’ala ke ghazab ke thanda karta hai.(10) Kabhi bhi kisi se sakhti ya zyadti se bartaav mat karo kyun ki us me koi bhalaai nahi hai.(11) Agar koi Madeena munawwara me adl aur sabrke saath qayaam karta hai to us ke rizq me har tarafse barkat hoti hai.*************Aap A’ala Hazrat Imaam Ahmad Raza Khan Barelwirahmatullāhi alaihi ke mureed aur khalifa hain.Aap ko Hazrat Allama Imaam Yousuf al-Nabhaani Mujaddidi rahmatullāhi alaihi Hazrat Allama Shaikh Ahmad Shams al-Maghribi, Hazrat Shaikh Mahmood al-Maghribi, Hazrat Maulana Abdul BaaqiFarangi-Mahali rahmatullāhi alaihi, aur Hazrat Shaah Ali Husain Ashrafi rahmatullāhi alaihi se bhi khilaafat mili hai.Aap ke khulfa :(1) Hazrat Allama Maulana Fazl-ul-Rahmān Qaadri,(2) Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami,(3) Hazrat Maulana Ilyaas Attar.****************Aap ka wisaal 3 Zil Hijjah 1401 Hijri (2 October 1981A.D.) ko hua.Wisaal ke waqt aap ki zabaan par Kalma e Tayyaba jaari tha.Aap ki namaaz e janaaza aap ke khalifa Hazrat Mufti Muraad Ali Shaami rahmatullāhi alaihi ne padhaai.Aap ka mazaar Jannatul Baqi, Madeena munawwara me hai.****************ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe meAur Hazrat Qutb-e-Madeena Maulana Zia-ud-deen Ahmad Madani rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh ske waseele seSab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa'iz muraado ko puri farmae.Aameen.

1 comment: