Tuesday, September 6, 2016

HAJ KE BARE ME JANKARI...HADEESH SHAREEF

HAZRAT IBN E ABBAS RADI ALLAHU TA'ALA ANHUne kaha ki NABI KAREEM SALLALLAHU TA'ALA ALLAIHI WA SALLAM ne farmaya ki e logo!KHUDA ne tumper hajj farz kiya hai.AKARA IBN E HABIS RADI ALLAHU TA'ALA ANHU ne khade ho kar pucha.YA RASOOL ALLAH ! Kiya her sal hajj farz hai?farmaya agar mai ha kar du to her sal hajj farz ho jaye aur agar her sal farz ho jaye to tum use ada karne ki taqat nahi rakhte.isliye hajj puri zindagi me sirf ek martaba farz hai aur jo usse zada kare wo nafl hai .(Ahmad-Darmi Mishka)Hajj farz hai jo isko farz na mane wo kafir hai ! Sari umr me ek baar farz hai !hajj na karne me bahut sakht gunah hai yaha tak ki be iman hokar marne kader hai aur hajj karne se alawa farz ada hone ke bahut sawab aur bahut barkate hai !(QANOON E SHARYAT PAGE NO 2)HAZRAT IBN E ABBAS RADI ALLAHU TA'ALA ANHUne kaha ki NABI KAREEM SALLALLAHU TA'ALA ALLAIHI WA SALLAM ne farmaya ki e logo!KHUDA ne tumper hajj farz kiya hai.AKARA IBN E HABIS RADI ALLAHU TA'ALA ANHU ne khade ho kar pucha.YA RASOOL ALLAH ! Kiya her sal hajj farz hai?farmaya agar mai ha kar du to her sal hajj farz ho jaye aur agar her sal farz ho jaye to tum use ada karne ki taqat nahi rakhte.isliye hajj puri zindagi me sirf ek martaba farz hai aur jo usse zada kare wo nafl hai .(Ahmad-Darmi Mishka)Hajj farz hai jo isko farz na mane wo kafir hai ! Sari umr me ek baar farz hai !hajj na karne me bahut sakht gunah hai yaha tak ki be iman hokar marne kader hai aur hajj karne se alawa farz ada hone ke bahut sawab aur bahut barkate hai !(QANOON E SHARYAT PAGE NO 2)

No comments:

Post a Comment